Advance Download Timer Script For Blogger

As Developer - Verify Premium Template.

Yadi apke blog par Download content hai. Aur aap chahte hai ise smoothly download karana to aaj apko jo download script de rahe hai wo apke bahut kam ki hai. Iske lagane se apki earning bhi badegi. Yadi apke blog par adsense or other network ka approval hai to ye script apke liye bahut jayada faydemand hogi.  


Niche diye gaye link par click karke aap main website par pahunchenge. Jahan se ise asani se download kar sakte hain. Ye script bilkul free hai iska apko koi bhi charge nahi dena hoga. Main website se aap ise copy bhi kar sakte hai aur download bhi kar sakte hai. Dono hi option apke pass honge aap jaise chahe ise use kar sakte hai.  


Benifit and Features Advance Download Timer Script For Blogger  


Yadi aap is script ko use karte hai to isme apko sabse pahla benifit ye ki apke post par wating time badega. Aur yadi apke blog par kisi add network ka approval hai to apki earning bhi badegi. Kyoki is script ko lagane ke bad visiter apki website par akar jaise hi download button par click karega to waha ek popup windows show hogi. Jisme add show hoga.  


Aur add ke thik niche timer chalega. Timer aap apne hisab se add kar sakte hai. Timer end hone ke bad waha main button show hogi. Jispar click karke visiter file save kar sakta hai. Yahan apko kai fayde hone bale hai. Advance Download Timer Script ka use karke aap apne blog par visiter time and apni earning increase kar sakte ho.   

Advance Download Timer Script For Blogger | iong.in




How to add Advance Download Timer Script in Blogger  


Scrip ko blogger me add karne ke liye sabse pahle apko blogger par login karna hoga. Dashboard par apko theme section me jana hai. Use baad edit HTML par click karke blogger ki coding open kar le. Coding me kahi bhi click karke apko search box open karna hai uske baad main post or video me bataye anusar apko editing karni hai. CSS ko add karne ke baad /head teg ke upar apko JAVASCRIPT add karni hai. Uske baad aap template ko save kar den.  


Ab apko jis post me ye button add karni hai wo post open karen aur diye gaye HTML ko us jagh par add kar den jahan aap button add katna chahte hai. Is code me apko ek changing aur karni hai. Aap responsive ad ka code generate karke ad code ki jagh par paste kar de. Uske baad apni post ko update kar den. 123


Download File


Post a Comment

Previous Post Next Post