How to add automatically Related Article in middle of posts

As Developer - Verify Premium Template.

Aaj apko blog post ke andar Related Article ki link kaise add karni hai uske bare me batane ja rahe hai. Niche diye gaye code ke dwara aap apne blogger ki post me Automatically Related Article add kar sakte ho.  

Is code ke dwara apki blog post me Automatically Related Article add ho jayenge. Apko unhe bari bari se manually add katni ki jarurt nahi rahegi. Automatically Related Article ka ye code HTML CSS JAVASCRIPTS par based hai. Ise apko apne blogger ke template ke only one time add karna hai.  

Benifit of add Automatically Related Article  


Automatically Related Article ko post me lagane ke bahut sare fayde hai. Yadi aap apni post me Automatically Related Articles ko add karte hai to sabse bada fayada ye hai ki apki post me Automatically Internal Linking ho jati hai. Jise apke post ke dwara apke blog ya site par bahut jyada traffic increase hone lagata hai.  


Automatically Related Article ko blog post me add karne se Google, Bing, and other Search engine apki post ko Carol karte hai. Jab apki post me Automatically Related Article add hote hai to ye Carole's apki post ko rank krne me help karte hai. Jab koi apki post se related articles search karta hai to apki post 1st number par rank karne ke Chance ban jate hai. Jise apki site ki ranking badne lagti hai.  

How to add automatically Related Article in middle of posts | iong.in



How to add Automatically Related Articles in post  


Jab aap niche diye gaye link par click karenge to aap main post par redirect honge bahan apko Automatically Related Articles ki puri script milegi apko bari bari se post me bataye anusar diye gaye code ko add karna hai. Sabhi code add karne ke baad apke blog me Automatically Related Articles add ho jayenge. Jisse apke blog par jyada trafic anne ki sambhavna badegi.   



Download File


Code ko add karne me aa rahi kisi bhi samsya ke liye aap hamare YouTube channel ko subscribe kar sakte hai.  




1 Comments

Previous Post Next Post